Abbas Jo Zinda Hai
Nadeem Sarwar & Jawad Jafri
TRANSLATION
Oh loyal, Abbas
Abbas Abbas Abbas Abbas
The Caravan is safe, as Abbas is alive
Karbala is far away, as Abbas is alive
as Abbas is alive
In this radiant caravan, there are radiant leaders
Among those radiant leaders,
there are radiant riders
The banner is held high as Abbas is alive
Karbala is far away
as Abbas is alive
When a crowd of strangers passes by, they keep a distance
In the supervision of the faithful (Abbas),
The path is being cleared
What glory and magnificence there is, because Abbas is alive
Karbala is far away
as Abbas is alive
When a brother like Abbas is leading the caravan,
Hussain Declares,
“I can have no sorrow”
“He is the remedy for all sorrows, Abbas is alive”
Karbala is far away
as Abbas is alive
Zainab the queen of decency, Kulsoom and Ruqqayyah
Laila, Rabab, farwa
Kubra, Sakina, Fizza
Each lady is protected in a veil, as Abbas is alive
Karbala is far away
as Abbas is alive
Sakina is very happy, as she plays with asghar
Whenever she wants to sleep,
She has her father’s chest
Sorrow is unknown to her, as Abbas is alive
Karbala is far away
as Abbas is alive
Abbas Abbas Abbas Abbas
Because Abbas is alive
TRANSLITERATION
Bawafa ya Abbas (2)
Abbas Abbas Abbas Abbas (2)
Mehfooz Kafilah hai, Abbas Jo zinda hai (2)
Abhi door karbala hai (3)
Abbas jo zinda hai (3)
Iss noori karawan mai, noori amariyan hai
Noori amariyon mai,
Noori sawariyan hai (2)
Sar par alam khula hai, Abbas jo zinda hai
Abhi door karbala hai (3)
Abbas jo zinda hai (2)
Na- Mehramon ka majma hat hat ke hai guzarta .
Pehre main bawafa key,
Tay ho raha hai rastaa (2)
Kya shaan O Dabdaba hai, Abbas jo zinda hai
Abhi door karbala hai (3)
Abbas jo zinda hai (2)
Abbas jaisa bhai, salaar e karwan hai
Bolay Hussain Mujhko
Phir koi gham kahan hai (2)
Har gham ki ye dawa hai, Abbas jo zinda hai
Abhi door karbala hai (3)
Abbas jo zinda hai (2)
Zainab haya ki malka, Kulsoom aur Ruqayyah
Laila, Rabab, Farwa,
Kubra, Sakina, Fizza (2)
Har bibi ba rida hai, Abbas jo zinda hai
Abhi door karbala hai (3)
Abbas jo zinda hai (2)
Asghar se kaylti hai, Khush hai bohat sakina
Jab chaahti hai sona,
hai baba jaan ka seena (2)
Gham se na aashna hai, Abbas jo zinda hai
Abhi door karbala hai (3)
Abbas jo zinda hai (2)
Abbas Abbas Abbas Abbas (2)
Abbas jo zinda hai